6 responses to “अब टिहरी प्रतिकार नहीं करती”

  1. Kavita Rawat

    टिहरी ke baare mein bahut achhi jaankari prapt huyee. Jan gagran kee disha mein aise pryason kee jitnei prashansha ki jay kam hai…. Gauravshali ithaas hone kee jankari sabko pahunche es disha mein aapka yah prayas sarahaniya hai…
    Saarthak lekhen ke liye babut dhanyavaad.

  2. Jagmohan Singh Jayara "Zigyansu"

    Tiwari ji Namaskar,

    Aapki Patrika “Janpaksh” ka May-2010 ka ank Dehradun men padha. Sri Dev Suman ji or Shri Yantra tapu, Uttarakhand Andolan par vistrit jankari prapt hui. Jayprakash Panwar, Director, Channel Mountain Communication, Dehradun mere priya mitra hain. Dehradun visit ke douran aapke bare men oonhone mujhe bataya.

  3. Jayprakash Panwar 'JP'

    Jagmohan Singh Jayara ‘Jigyansu ji’ Garhwali aur Hindi ke samvedansheel Kavi hai. Inki kavitao ko bhee ‘Janpaksh Aaj Kal’ mai sthan de………JP Bhai

  4. घिंघारु

    टिहरी प्रतिकार करे भी तो कैसे, टिहरी के सांस्कृतिक, सामाजिक मायनों को ही बांध ने बदल क्या, मिटा दिया है। पुरानी टिहरी जरुर प्रतिकार करती थी, नई टिहरी तो…………………………..

  5. JITENDRA SINGH RAWAT

    hamari tehri ke bare me itni sari important jankari dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad

  6. anilsajwan

    hmara tihari ma itna pani chh ki agar wee pani ghar ghar ma jalu aur khet ki sinchai holi goroo bhaisha pela mankhi pela kab yen supna pura hola kain sochi yen ni sochi socha daon hmaru garwal kan laglu

Leave a Reply